Home › Forums › Appointment › Appointment on Compassionate Ground
sir mere father sbbj me the unki death 02/02/2011 ko ho gai unki nukari pe kisi ko bhi nukrai nahi mili .abe kya melagi new circular kya hai sir please send me .thank you.
Dear all SBI unions…..
respected sir,
mere father ka nidhan 11-02-2013 ko ho gya tha …ab jo ki sarkar ne dobara se compassionate ground pr naukri dena start kr diya hai, aur abhi kucch month pehle hi hme xgreshia mila hai…
mai chahta huun ki mujhe ye naukri mille aur hum ye xgreshia with interest wapis krne ko ready hai
jaisa ki mujhe bank employees ne bola tha ki future me koi sattalment ho to ye amount with interest wapis krni hogi..
so dear respected sir I want this job sir
plzz help me…thank u sir
Kya anukampa ke aadhar par education department me niyukti nahi ho skti?.plz send me the new circular of anukampa niyukti.
mere pitaji sbi me the aur unaki death 24/04/2003 ko ho gayi thi aur tab main 18 sal ka tha to maine bank me application ki thi lekin tha koi bhi naukri nahi mali our nahi koi lumsum amt. mili ab bank me anukampa shuru hua to bank me circular kab ayega please replay kijiye.
Dear sir
Mere father ki death 14/03/2000 hui thia or us shamay mine SBI me nukri kea lia application kiya Tha per thode shamay kebad new scheme ke anushar ab ex gratia lumsum amount keep lia hi appreciate kiya to hi koi utar nahi Maya or ab sharkar me firshe appointment on compassionate grounds shuru kiya hi to me kiya karu or circular kea anushar keys mera case positive hi pls help me all
Regards
S R Jadeja
shaktisinhrjadejaanjar@gmail.com
Respected Sir
Mere father ki death 5November 2011 me ho gayi thi.mere father fourth class employee the. Unke death ke baad hmne naukri ki mang ki lekin hme mna kr diya gaya. Ab jo naya circular aaya hai kya uske jariye hme naukri mil sakti hai.please give me advise what can i do right now.
Dear all good morning my father passed away dated 19april 2006 on post of clerk cum cashier in RAJSTHAN MARUDHRA GRAMEEEN BANK PALI and i applied for service dated 12 may 2006 and new circullars copy which prescribed date 30 october 2006 but Bank rejected me but 2 compassionate services has given on same bank and one for clerk and one for helper so why rejected me and i didnt take xgratia lumpsum package so pls help and support me
Dear Sir Mere papaji ki death 24/12/1993 mai hui thi aur wo 35 saal ke honge wo state bank of india as a machine operator pe the uss time 7 saal ka tha aur mere 1bhai 1 behen hai wo dono mjhse chhote hai meri mummy govt. employee hai par uss samay hamari kya condition hogi ye aap samjh gaye honge to kya mjhe ab jo naya niyam aaya hai to kya mjhe ab bhi wo compessionate job mil paegi plzzz reply kare
dear all bank of india unions…..
respected sir,
mere father ka death 19-03-2014ko ho gya tha …ab jo ki sarkar ne dobara se compassionate ground pr naukri dena start kr diya hai, aur abhi kucch month pehle hi hme xgreshia mila hai…
mai chahta huun ki mujhe ye naukri mille aur hum ye xgreshia with interest wapis krne ko ready hai
jaisa ki mujhe bank employees ne bola tha ki future me koi sattalment ho to ye amount with interest wapis krni hogi..
so dear respected sir I want this job sir
plzz help me…thank u sir
vasava piyush manherbhai
mere pitaji uninon bank me the jinki deth 05-05-2005 ko hui the. par anukampa band ho gai the to bade adikariya ne amount lene ke liya bola to hamari condition theek nahi the to hamne pese le liye. par ab bank bol rahe k nokri nahe milege . to all dear friend agar ye nokari humko nahe dete hai to hum log court chalege kyoki us condition me hum kya karte isleye hume nokri milne chahiy. ap sab log agar sath de to mere email ID par mail kar aur puri detel aur addres be bheje mene vakil se bat k hai. plz email kare aapki aur mere samsya ek he hai aur me bhaghban se pre karta hu ki hum sabko nokri mele